Saagar Se Lab Laga Ke Bahut Khush Hai Zindegi
Sahan-E-Chaman Main Aake Bahut Khush Hai Zindegi
Aa Jaao Aur Bhi Zara Nazdik Jaan-E-Man
Tum Ko Qarib Paake Bahut Khush Hai Zindegi
Hotaa Ko_Ii Mahal Bhii To Kyaa Puuchhate Ho Phir
Be-Vajah Muskura Ke Bahut Khush Hai Zindegi
Saahil Pe Bhi To Itni Shagufta Ravish Na Thi
Tufaan Ke Bich Aake Bahut Khush Hai Zindegi
Viraan Dil Hai Aur “Adam” Zindegi Ka Raqs
Jungal Main Ghar Banake Bahut Khush Hai Zindegi