pakiza mohabbat ko gunahgar na karna
tum pyaar tou karna magar izhaar na karna!!
qurbani ka jazba tumhe veersey mein mila hai
wo jaan bhi agar mangey tou inkaar na karna!!.
suraat sey bari cheez hai mehboob ki siraat
aawara hawa'un sey kabhi pyaar na karna!!
aashkun mein na behjayen kahin gham ka khazana
soowey hoye tufaan ko bedaar na karna!!.